top of page

Jaane Jaana

Raat ke andheron mein
Neend aur sapno mein
Meethe meethe khwab kyun dikhaye
Ek nayi si chahat hai
Hai pyaari muskurahat
Hai hardam mujhe yeh gudgudaaye

Jaane jaana x3
Jaane jaana, ho…

Tanha meri raatein hain
Itni saari baatein hain
Hardam mujhe yeh yaad aaye
Ho..


Tanha meri raatein hain
Itni saari baatein hain
Hardam mujhe yeh yaad aaye

Teri hi kahani hai
Tu hi zindagani hai
Khoyi khoyi si yeh hawaayein


Meri baaton mein tu
Teri baaton mein main
Jo bhi yaadein hai who
Teri meri…


Jaane jaana x3
Jaane jaana, ho…

Katra katra mera hi
Tera naam leta hai
Aashiqui mein hun main tumhari
Kuch dinon se sapnon mein
Tu hi roz aaye
Deewangi mein tumhari
Ho..


Katra katra mera hi
Tera naam leta hai
Aashiqui mein hun main tumhari
Kuch dinon se sapnon mein
Tu hi roz aaye

Deewangi mein tumhari


Kitna chahun main tujhe
Bol dun yeh ab main ise
Meri baahon mein hai bas
Teri kami...


Jaane jaana x8 

... 

bottom of page